Friday 4 December 2020

rajasthan ka basic knowledge

rajasthan ka basic knowledge

 1.rajasthan kya hain.

 rajasthan ek aisa rajya hai jaha per sabhi tarah ki vishes yade samahit hai rajasthan mein adhik se adhik matra mein ped podhe jyada milenge aur bhi vishes baate hain yaha per sabhi prakar ki jadi butiya ya ausadhiya mil jaati 
hain.

2 .rajasthan mein pahad kaise hain.

Rajasthan mein pahad adhik mil jaate hain.yaha pahad uche niche hain.jise rajasthani bhasha mein mangari kahate hain.

3. rajasthan ki disae.

Rajasthan ki four disae hain pehli uttar dusari dakshin tisari purv aur chothi pachhim.


4 rajasthan mein jillo ki sankhya 33 hain aur sambhag 7 hain rajasthan mein vidhansabha mein 200  sits  hain.

5 rajasthan ka sabse dakshin Jilla banswara hain aur uttar ka Jilla shri ganganagar hain 

Rajasthan ka rajy git-
kesariya balam padharo ni myare desh 






1 comment:

khet mein pani kaise pilaye

 khet mein pani kaise pilaye 1. kheton mein pani kaise  pilaye:- kheton  mein pani pilane ke kai alag alag tarike jinhe hum apnake kheton me...