Friday 13 November 2020

forest guard bharti 2020

forest guard bharti 2020 

 forest guard bharti ka notifications huaa jaari forest guard apply start date 8 december se last date 7 January 2021 tak forest 

guard qualification kya hai 

1. 12th pass vanpal ke liye apply kar sakta hai

 2. 10th pass vanrakshak ke liye apply kar sakta hai



 kul pado ki sankhya-

1128 hai jisame 87 pad vanpal ke liye and 1041 pad vanrakshak ke liye hai 

 ages kya honi chahiye -

to male aur female candidates ke liye saman rakhi gayi hai 

18-24 vanrakshak ke liye 

aur 18-35 tak vanpal ke liye 

male candidates high 163 cm honi chahiye

 female candidates high 152 cm honI chahiye 

 male ka chest bina fulaye 84cm aur fulane ke liye 5cm aur chahiye 

 female ke liye lambi kud lagana 

 male candidates ko cricket ball ko 55 meter ki duri tak fekna 

 male ko 1 minute mein 25 pusap lagana 

 male ko 4 hour mein 25 kilometer ki running karna 

 female ko 4 hour mein 16 kilometer ki running karna 

 forest guard syllabus 2020

1 rajasthan kalasanskrati,

2 rajasthan geography,

3 India geography,

4 rajasthan India current affairs,

forest guard chayan process-

1 written exam 

2 physical test 

3 interview 

4 medical test

5 nokari chayan 


kul questions ki sankhya 120 

forest guard ka exam date-

exam dates 2021 mein March apka exam ho sakta hai

Admit card fabuary mein jaari kar diye jayenge 

gram Sevak bharti ke form December 2020 mein start honge us ke liye aap apply kar sakte hai

 



khet mein pani kaise pilaye

 khet mein pani kaise pilaye 1. kheton mein pani kaise  pilaye:- kheton  mein pani pilane ke kai alag alag tarike jinhe hum apnake kheton me...