Sunday 31 January 2021

khet mein pani kaise pilaye

 khet mein pani kaise pilaye


1. kheton mein pani kaise  pilaye:-

kheton  mein pani pilane ke kai alag alag tarike jinhe hum apnake kheton mein pani pila sakten hain.


2.pani badi nahar se kaise chode:-

Badi nahar se pani chodane ke liye sabse pehle Hume vaha jaana padega aur pani vaha se apne hatho se chod sakte hain.


3. khet mein pani ka bahav kitana hona chahiye:- khet mein pani ka bahav firt time bahut kam hi hona chahiye jisase khet ki sukhi mitti us pani ke saath bahave mein na chali jaye.isliye pani ka bahav firt time kam hi hona chahiye.



4.kheton mein pani kitane dino mein pilana chahiye:- kheton mein pani Hume kam se kam 10 days mein 1 baar jarur khet mein pani pilana chahiye itana time to jaruri hotha hain kheton mein pani pilane ke liye 



5.pani kisase pilaye:- dekhiye kheton mein pani pilane ke liye phavada name ka ek sandhan hota hain usake sahayata se Hume kheton mein pani pila sakten hain. Aur usise pani ko idhar udhar badal sakte hain.



6.1 khet mein pani pilane mein kitana time lagata:- 1 khet mein pani pilane mein time kam se kam 3-4 hour lag jaate hain tab jaake 1 khet mein pani pita hain aap bhi humare in tarike ko Sikh kar khet mein pani pila sakten hain 



7. nahar se pani khet mein aate huye kam pad jaaye ton kya kare:- agar hum kheton mein pani pila rahe hain aur pani kam pad jaaye to Hume sabse pehle nahar per jaana padega aur vaha jaakar pani ko jyada karna padega. tab jaake dubara humare kheton mein pani vapas aayega.

Wednesday 27 January 2021

first time car kaise chalaye

first time car kaise chalaye

1.pehli baare car drive kaise kare:- first time car ko chalane ke liye sabse pehle car ke baare mein Hume jhankari hona aavashyak hain,car ke Gare aur kalash etc.

2.car ko start kaise kare:- car ko start karne se pehle Hume car ki sit per bethana hain,usake baad sit belt ko bandhana hain, phir chaabi se car ko start karna hain,

3.car ke gare aur kalash kaise dabaane hain:- car start karne ke baad resh per apne foot ko rakhana hain,use slowly slowly dabaana hain,agar car adhik tej chal jaye to kalash per foot rakhke use dabana hain, usake baad break ko dabana hain.



4.car ka sit belt bandhana kyo jaruri hain:- car ka sit belt bandhana isaliye jaruri hain kyoki hum speed se car chalte usake vajah se kabhi features mein kabhi bhi accident ho jae to hum apne aap ko sef rakh sakte hain,taki car backet apne sir per na lage.


5. car ko kitani tej speed chalani chahiye:- car ko Hume 60 or 70 ki last speed se chalana chahiye jisase accident hone ki sambhavana kam ho,accident na ho to hum bhi sefty mein rahenge.



6.car ke licence ke bina Hume kin smash ya ka samana karna padata hain:- car ka agar humare pass licence na ho to Hume city jaise nagaro mein car nahi chalane di jaati hain.


7.car ko sadak per ki taraf chalana chahiye:- car hamesha left hand side  ki taraf hi chalana chahiye, kyunki yeh hi hamari side hoti hain.

khet mein pani kaise pilaye

 khet mein pani kaise pilaye 1. kheton mein pani kaise  pilaye:- kheton  mein pani pilane ke kai alag alag tarike jinhe hum apnake kheton me...