Sunday 31 January 2021

khet mein pani kaise pilaye

 khet mein pani kaise pilaye


1. kheton mein pani kaise  pilaye:-

kheton  mein pani pilane ke kai alag alag tarike jinhe hum apnake kheton mein pani pila sakten hain.


2.pani badi nahar se kaise chode:-

Badi nahar se pani chodane ke liye sabse pehle Hume vaha jaana padega aur pani vaha se apne hatho se chod sakte hain.


3. khet mein pani ka bahav kitana hona chahiye:- khet mein pani ka bahav firt time bahut kam hi hona chahiye jisase khet ki sukhi mitti us pani ke saath bahave mein na chali jaye.isliye pani ka bahav firt time kam hi hona chahiye.



4.kheton mein pani kitane dino mein pilana chahiye:- kheton mein pani Hume kam se kam 10 days mein 1 baar jarur khet mein pani pilana chahiye itana time to jaruri hotha hain kheton mein pani pilane ke liye 



5.pani kisase pilaye:- dekhiye kheton mein pani pilane ke liye phavada name ka ek sandhan hota hain usake sahayata se Hume kheton mein pani pila sakten hain. Aur usise pani ko idhar udhar badal sakte hain.



6.1 khet mein pani pilane mein kitana time lagata:- 1 khet mein pani pilane mein time kam se kam 3-4 hour lag jaate hain tab jaake 1 khet mein pani pita hain aap bhi humare in tarike ko Sikh kar khet mein pani pila sakten hain 



7. nahar se pani khet mein aate huye kam pad jaaye ton kya kare:- agar hum kheton mein pani pila rahe hain aur pani kam pad jaaye to Hume sabse pehle nahar per jaana padega aur vaha jaakar pani ko jyada karna padega. tab jaake dubara humare kheton mein pani vapas aayega.

No comments:

Post a Comment

khet mein pani kaise pilaye

 khet mein pani kaise pilaye 1. kheton mein pani kaise  pilaye:- kheton  mein pani pilane ke kai alag alag tarike jinhe hum apnake kheton me...